Aisi Jaga Namaz Padhna Jaha Azan Ki Awaz Na Aati Ho || Sawab, Hadis Aur Fayde || Baag E Jannat

 Aisi Jaga Namaz Padhna Jaha Azan Ki Awaz Na Aati Ho || Sawab, Hadis Aur Fayde || Baag E Jannat

Aisi Jaga Namaz Padhna Jaha Azan Ki Awaz Na Aati Ho ?

Jamat se namaz padhne ke fayde ?

Jamat se namaz padhne ka sawab ?

Hadis 

Hazrat Abu Sa'id Khudri Raziyallahu Anhu se riwaayat hai ke Rasulullah ﷺ ne irshaad farmaaya: Jamaat se Namaaz padhne ka sawaab pachchhees (25) Namaazon ke barabar hota hai aur jab koi shakhs jungle byaaban mein Namaaz padhta hai aur uska ruku, sajda bhi pura karta hai, yani tasbihaat ko itminaan se padhta hai to us Namaaz ka sawaab Pachchhaas (50) Namaazon ke barabar pahunch jaata hai.

(Abu Dawud: 560) 



Jamat se namaz padhne ka sawab ✓

1) jo Shaqs jamat se namaz padhta hai usko 25 namazo ka sawab milta hai. 

2) jo Shaqs jangal ya aisi jaga namz padhta usko 50 namazo ka sawa milta hai. 


Allah hum sab ko jamat se namaz padhne ki toufiq de aur namaz me jo bhi humse galti ya kotai hoti ho usko maaf kare aameen summa aameen. 


Namaz se humare jism ki exercise hoti hai aur humari body me energy milti hai jis se hum na jaldi bimar hote hai na hume koi aur pareshani ka samna karna pata hai to bas Allah Hume itne pyar se har roz bulata hai aur pareshani bhi dur karta hai to kya humara kaam nahi hum Allah se hi madat mange aur Allah hi ki ibadat kare. 


Allah mujhe kehne sunne se jada Amal ki tofik ata farmay aameen summa aameen. 


⬇️ Follow Our Website ⬇️

🌺 Baag E Jannat 🌺


⬇️ Subscribe Our Channel ⬇️

🌺 Baag E Jannat 🌺


Our All Social Media Platform 

YouTube Channel Link : https://bit.ly/BaagEJannat_YoutubeChannel

Instagram Account : https://instagram.com/1baagejannat

Website Link : https://1baagejannat.blogspot.com



Hashtag for Aisi Jaga Namaz Padhna Jaha Azan Ki Awaz Na Aati Ho

#hadis #namaz #sawab #baagejannat #1baagejannat #baagejannathadis #hadisislam #islamichadis #hadis #abudaudHadis #hadis #namazhadis #NamazRelatedhadis #Bilalpatelwriter #ShaikhSam #Sam #hadis 

Bilalpatelwriter

I like to write, what people want to read

Post a Comment

Jazk Allah For this help

Previous Post Next Post